ACP ko duty par lagane ka credit goes to pawarDekho Pawar ko BHI credit dena Chahiye ACP ko control me rakhaneka..agar Nahi karate phone to ACP babu to pyar ki Ganga mein duty chhodakar teherate rehete.
😆😆😆
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
Pookie Virat got screwed over by insta algorithm again
Now A Fighter 2 Is Being Made
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
🕊️ Asha Bhosle ~ Musical Karaoke Tribute 🎶
ACP ko duty par lagane ka credit goes to pawarDekho Pawar ko BHI credit dena Chahiye ACP ko control me rakhaneka..agar Nahi karate phone to ACP babu to pyar ki Ganga mein duty chhodakar teherate rehete.
😆😆😆
Originally posted by: Priyapriyu
I think AS ki shadi bhi zabaradasti huyi hogi to unhone badla lene k liye kisi ki bhi shadi unki marzi se nahi hone di
Iss wajah se woh pure khandaan aur duniya ke baaki logon se badla le rahi hai.. 🤣
Sampada bhootni banna bhool jayegi jab kallu apni par aayegiOriginally posted by: Bacillusbadius
Kalyani ne agar woh scene dekha toh pata nahi kya hoga
uss waqt toh bass Sampada ki nighties stomp ki thi
iss baar Sampada ke sirr pe danda maregi🤣
mere Malhar ji ke saath birthday celebrate karogi
ye aisa dance karogi
aur aap
aapne kuch kiya nahi🤣
🤣🤣
Aur Malharji bolenge
Main karne hi wala tha kalyani tum beech me aa gayi
🤣🤣🤣
Originally posted by: Bacillusbadius

Bhagu tune Ek notice Kiya Malhar ki ko Sampu nighty me Pasand thi n Kallu saree mein...n biwi hokar BHI Kallu apane bare feet cover Kar rahi thi Woh BHI SR ke bad ....aur uparse puchha aapane Kaha muze nighty pehene ko...to Mallu Bola mein kyo bolunga...becha wives Ka mara .
vaise BHI MJ ki saree Zindagi credit pe hi chal rahi hein.
AbsolutelyOriginally posted by: rekha_crm
Iss wajah se woh pure khandaan aur duniya ke baaki logon se badla le rahi hai.. 🤣
AS be like
Hamka chahi badla
😆😆
Originally posted by: Priyapriyu
Sampada bhootni banna bhool jayegi jab kallu apni par aayegi
🤣🤣
Aur Malharji bolenge
Main karne hi wala tha kalyani tum beech me aa gayi
🤣🤣🤣
Kalyani bahut gussa hogi
Sampada cupboard mein chup jayegi🤣
Malhar ji be like - Kya karoon main kya karoon😆
Originally posted by: Priyapriyu
sahi kaha
Ab roke na ruke Malhar Babu
Isliye bhootni ko aana padha warna moksh ko Ganapati bappa se prathna karne ki jarurat nahi padhti
pehle hi good news mil jati
aur credit bhi nahi milta hai
Ye Malharji ne Kallu ke saat jo bhi romance kiya na aaj... Sab cupboard khula rakhkar kiya..
Unhe pata nahi wahan audience baiti hai..
Acha hua Pawar ne disturb kar diya.. 🤣
Originally posted by: Bacillusbadius
Kalyani bahut gussa hogi
Sampada cupboard mein chup jayegi🤣
Malhar ji be like - Kya karoon main kya karoon😆
Kalyani bolegi jo kuch karna hai mai hu na
😆😆
aur sampu ko cupboard me se nikaal fekegi
Kahegi apne atharv k paas jaa
🤣🤣
Ye audience wahi se Prerna lekar unhi par apply kar rahi haiOriginally posted by: rekha_crm
Ye Malharji ne Kallu ke saat jo bhi romance kiya na aaj... Sab cupboard khula rakhkar kiya..
Unhe pata nahi wahan audience baiti hai..
Acha hua Pawar ne disturb kar diya.. 🤣
😆😆
Outhouse me jo atharv k sath ho raha tha usi ka result hai
🤣🤣
Originally posted by: Priyapriyu
Kalyani bolegi jo kuch karna hai mai hu na
😆😆
aur sampu ko cupboard me se nikaal fekegiKahegi apne atharv k paas jaa
🤣🤣
Swara Niwas me ganga jal nahi hai kya...
Like they show in movies and all...
Pure ghar me ganga jal chidakna..
Cupboard pe thoda chidak deti AS.. Toh bhootni bhaag jaati..
Itna sab Panditji se kyun puch rahi hai..