Originally posted by: Rajpatil12
Ishqbaaz mujhe bhi initially pasand till shivika marriage but still maine Ib ke last epitak saara show dekha hai dil bole oberoi bhi.....shivika marriage ke baad mujhe bakwaas lagne laga tha but pata nhi mai kyu dekhta reh gaya show....ueh aajtk mujhe khud samjh nhi aaya
@bold LOL🤣
maine aise hi on & off dekha hai😆
baad mein kya hua according_to ITV logic standards bhi samajh nahi aaya😆
0