Originally posted by: Priyapriyu
Atharv jab AS k gale lag raha tha to pehle AS ne Gale laga liya tha fir baad me haath hataya 😆😆
Nakli Rona aa raha hai apni sampu k marne par
Hamari Anu toh ekdum corporate lawyer ban gayi..
Ek bhi case ab tak lada bhi nahi aur abhi se itna overconfidence.. 😆