
Hum Tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye
Socho kabhi aisa ho to kya ho
🏏IPL 2026: Gujarat Titans vs RCB, 42nd Match, Ahmedabad🏏
🏏IPL 2026: Rajasthan Royals vs Delhi Capitals, 43rd Match Jaipur🏏
OIL MASSAGE 30.4
ANGER & GUILT 01.5
Rumour - Ranveer Singh Demands For Don 3
King video/ pictures leaked- Shah Rukh Khan and Deepika Padukone
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Banner Contest #16
22 Years Of Main Hoon Na

Hum Tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye
Socho kabhi aisa ho to kya ho
ओ मेरे दिल के चैन
ओ मेरे दिल के चैन
चैन आए मेरे दिल को दुआ कीजिये
ओ मेरे दिल के चैन
चैन आए मेरे दिल को दुआ कीजिये
अपना ही साया देख के तुम
जानेजहाँ शर्मा गए
अभी तो ये पहली मंजिल है
तुम तो अभी से घबरा गए
मेरा क्या होगा, सोचो तो ज़रा
हाय ऐसे न आहें भरा कीजिये
ओ मेरे दिल के चैन
चैन आए मेरे दिल को दुआ कीजिये
Ye ladka hay allah kaisa hai deewana
Kitna mushkil hai tauba isko samjhaana
Ke dheere dheere dil beqararaar hota hai..
Humne tumko dekha tumne humko dekha aise
Humne tumko dekha tumne humko dekha aise
Arre humne tumko dekha
Tumne humko dekha aise
Hum-tum sanam saaton janam
Milte rahe hon jaise
Humne tumko dekha tumne humko dekha aise
Hum-tum sanam saaton janamMilte rahe hon jaise
Aankhon ka reh-reh ke milna
Mil ke jhuk jana
Kar deti hain yehi adaayein
Dil ko deewana
Aankhon ka reh-reh ke milna
Mil ke jhuk jana
Ho kar deti hain yehi adaayein
Ye kaha aa gaye hum yuhi saath saath chalte
Teri baahon mein hai jaanam
Mere jismojaan pighalate,
Ye raat hai yaa tumhari zulfen khuli hain,
Hai chandani tumhari nazaro se meri raat dhuli hui hai
Ye chaand hai ya tumhara aanchal
Havaa ka jhonkaa hai ya tumhare badan ki khushbu..
Ye kaha aa gaye hum yuhi saath saath chalte..
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa to nahin, shikwa to nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale
Aur kahin door kahin
Kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chaleAur kahin door kahin
Tum gar saath ho, manzilon ki kami to nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa to nahin, shikwa to nahin
Jee mein aata hai tere daaman mein
Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein
Jee mein aata hai tere daaman mein
Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein
Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa to nahin, shikwa to nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin
Raat ko rok lo
Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin
Raat ko rok lo
Raat ki baat hai aur zindagi baaki to nahin
Originally posted by: snehatara
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa to nahin, shikwa to nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahinKaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale
Aur kahin door kahin
Kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chaleAur kahin door kahin
Tum gar saath ho, manzilon ki kami to nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa to nahin, shikwa to nahinJee mein aata hai tere daaman mein
Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein
Jee mein aata hai tere daaman mein
Sar chhupa ke hum rote rahein, rote raheinTeri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa to nahin, shikwa to nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin
Raat ko rok lo
Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin
Raat ko rok lo
Raat ki baat hai aur zindagi baaki to nahin
What lyrics Sneha.. beautiful choice of song⭐️
Hoshwalon ko khabar kya
Bekhudi kya cheez hai
Ishq ki jaye phir samajhiye zindagi kya cheez hai..
Hum labon se kehna paaye,
Unse haal- e- dil kabhi
Aur woh samjhe nahin ye khamoshi kya cheez hai..
Humein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Agar tum na hote, agar tum na hote
Tumhe kya bataaoon ki tum mere kya ho
Meri zindagi ka tum hi aasara ho
Meri zindagi ka tum hi aasara ho
Mein aasha ki ladiyaan, na rah rah piroti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Humein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Har ek gum tumhara sahenge khusi se
Karenge na shikwa kabhi bhi kissi se
Jahaan mujh pe hastaa, khushi mujh pe roti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Humein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Tujhse naaraz nahiin zindagi hairaan hoon main
o hairaan huun main
Tere Masum sawaalon se
Pareshaan hoon main
Jeene ke liye sochaa nahi
Dard sambhalane honge
Muskuraaye to muskuraane ke karz utarne honge
Tujhse naaraz nahiin zindagi hairaan hoon main
Meri favorite song hai Nitya.❤️
Mere man yeh bata de tu
Kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhoond raha hai tu
Jo hai ankahi
Jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Woh baat kya hai bata
Mitwa..
Kahe dhadkan hai tujhse kya
Mitwa..
Yeh khudse toh na tu chhupa
Jeevan dagar mein..
Prem nagar mein..
Aaya nazar mein
Jab se koi hai
Tu sochta hai
Tu puchata hai
Jiski kami thi
Kya yeh wohi hai
Haan yeh wohi hai
Haan yeh wohi hai
Tu ek pyasa
Aur ye nadi hai
Kaahe nahi, isko tu, khulke bataye
Jo hai ankahee
Jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa..
Kahe dhadkan hai tujhse kya
Mitwa..
Yeh khudse toh na tu chhupa