haan banda bada confused hai ek taraf kehta hai sakshi ki jagah nhi deskta phir dost khta hai phir dost k sath aisa yeh sab kaun karta h 😆 purvi bhi kam nhi h sab pata h na bolti na na kuch poochti h 🤪 haaayyee inka confession kaise hoga aur kya lagta h asma kaun kahega phle 😳Originally posted by: Amaraddict
Woh khud bawara hai, he is unable to understand his own emotions and possessiveness. Bohot bura cover karta hai Vir, Pur ko sab pata hai bas batati nahi hai