Originally posted by: EmeraldPrincess
Boss yaar bas bhi karo🤣
V: Tumhari baato se na jalan ki boo aa rahi hai, lagta hai tumhe ehsaas ho gaya hai ki tumne kya khoya hai. (Koi ehsaas nahi hua, bas jo tera hai wo mera hai wala haal hai kabbu miya ka🤣)
Thanks, thanks ki tumne riddhima ko mere paas bheja.
Usne mujhe nahi, mere dil ko giraftaar kiya hai🤪(Kya dialogue maara hai boss😎)
Aur jalao, jala jala ke maar daalo🤣
V: Riddhima ka past kya hai usme mujhe koi interest nahi hai Kabir, lekin haan, itna jarur jaanta hu ki main duniya ka sabse khushnaseeb insaan hu🤪
Boss yaar🤣
aag kam karne gaye the kabbu ki ya ghee dalne??🤣