Wahi thappad padenge usseπ€£
🏏IPL 2026 Match 7th CSK vs PBKS at Chennai🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
MEHERs TRAP 3.4
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi. video page4
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
Wild kids,wilder love life Erul Ahana TS
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
Wahi thappad padenge usseπ€£
Originally posted by: EmeraldPrincess
are main samjhi na, samjha to sahi
Mafia se Mafiyan
Pehle mafia wali harkatein thi, kisi to nahi baksh ta tha
Family Vansh se darti thi
Ab sabko maaf kr deta hai....bohot bada dil hai Vansh kaπ
Sirf Riddhima se hi revenge lena hota hai iseπ
Really? Woh dekh raha tha kya? π²
Sorry I was busy ogling Vihaan so usse notice nahi kiya...
kisine notice nhi kiya vo agle din khud aakar dhindhora pitkar gaya....
Originally posted by: ShreyaThought47
matlab ki vo sabko maaf(forgive) kar raha h....
Oh okayπ. I thought pata nahi kya haiπ€ͺ
we wanted to see killer Vansh jaise first episode me bola tha "Dhokhe ki saza sirf mauth" aisa kuch nhi dikha....
Vo ayega kya kabhi wapas??π
Originally posted by: arryline
Pata nahi yaar but agar aisa hua toh maybe Aryan was planted by Vansh
Chod dena theories banana bekar hai
Main kuch soch hi na rahiπ€£
mera dimag ne kaam karna hi band kar diya haiπ€ͺ
ab bas kal ke episode ka wait haiπ€
Originally posted by: ShreyaThought47
jantak Kabir k paas Aryan k illegal karnamo ki list h tab tak Aryan KAbir k team me rahega....
kabir ko police ki naukri wapas kaise mili yaar
vansh ne abhi tak ek hi maar hai useπ€£
iss baar mujhe vansh ka thappad nahi , aryan ke liye vihaan ka khanjar chahiyeπ€ͺ
Originally posted by: PassionStar
Mafia se Mafiyan
Pehle mafia wali harkatein thi, kisi to nahi baksh ta tha
Family Vansh se darti thi
Ab sabko maaf kr deta hai....bohot bada dil hai Vansh kaπ
Sirf Riddhima se hi revenge lena hota hai iseπ
Kyuki use pata hai, keval riddhima hai jo usko nipta sakti haiπ€£