Originally posted by: Scarlett_15
Log meri baaton ka galat meaning nikal rahe the..Main kisiko kabhi hurt kar sakti hoon kya?
Mars to nahi mujhe IF Kahani Ghar Ghar ki lagta hai🤣
Mujhe ek story yaad aa gayi - Chor ki dadhi me tinka 👍🏼 Ani bhi na kitni achhi kahaaniya suggest karta hai 🤣
Haa mujhe bhi IF KGGK lagne laga hai... yaha aaye din haste khelte jeewan ka bantadhaar karne ki planning chalti rehti hai.... kabhi Mini, kabhi Munshi kabhi Sampoo 🤣