CC ban geya ab bhook bhe lag gayi, wo bhe galat time pe to ghalat jaga pe, ghar thori na hai mera jahan jab man karega kuch bhe bana loon ga :(
Naagin jee bhe bohot zalim hain, mujhe invite he nhi kiya dinner pe :(
mujhe kick na karti to abhe on ko kehta sono
main a raha hoon koi cheez bana ke khila do, main window se le loon ga, onhon ne kuch bana bhe dena tha inkaar nahi karna tha onhon ne,, zehr wale noodles ya kuch or jo jaldi ban jaye,
abhe kaha to reply ye ayega, SHUTUP
ager yahan aye to block kar doon gi,
jab sab soooo jayein tab, mujhe bohot dar lagta hai wahan,
9