Originally posted by: Scarlett_15
Kya baat hai..☺️
Sabke saamne karna chahiye na use..Faltu mein hi use bash karte hai humlog..
Sabke saamne thodi karte hain fifa ... secret hota hai court case 👍🏼
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Pookie Virat got screwed over by insta algorithm again
Now A Fighter 2 Is Being Made
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
🕊️ Asha Bhosle ~ Musical Karaoke Tribute 🎶
Originally posted by: Scarlett_15
Kya baat hai..☺️
Sabke saamne karna chahiye na use..Faltu mein hi use bash karte hai humlog..
Sabke saamne thodi karte hain fifa ... secret hota hai court case 👍🏼
Lol... ye toh do tarfa bat keh di tumne🤣
Kyu? Subha uski tarafdari ki issiliye?
How’s the overall episode??
It was a very good epi nima👍🏼
Almost pura epi ani bon scenes the😊
Plus thoda binoy ka blackmail ka bhi backstory dikhaya..
Ani kya cutely ladd raha tha yaar...
Tum bekaar ki baatein karke time waste karogi..mujhe nahi karna tumhare saath kaam🤪
Batuk ko bulao🤣
Aur bon kya kaichi patak ke uth gayi waha se🤣
It was so cute yaar toto🤣 Aisa laga munnu aur mai ladd rahe hain 🤣
aur pata hai mereko kya lagta hai🤪
Isko khud rasam wasam karni hai bon ke saath ya phir woh programs attend karne hai bon ke saath sajj dhajj ke toh ye mauka istemal karr raha hai🤪
Tharak chada hai isne🤣
Ho sakta hai munnu🤪
Originally posted by: Scarlett_15
Kya kya kar diya par aankh marna nahi seekha ab tak
Aur nahi toh kya...
+1000000000000000000000Originally posted by: ..RiMi..
Ani is 100% pretending.. lekin ye kya baat huyi usne raat ko jo gussa dikhaya aur chillaya Bon ko uski maafi kya uska baap maangega?😡
Aur ye kya Bahu ki rasam and all he is mad kya?😡 SCHOOL KAUN BHEJEGA BON KO?????😡 Bahu ke farz nibha ke barrister banegi kya?🤬
Ditto my points 😳
🤗❤️
🤪
She said court me kya bolna hai aap practice karte hain na akele me 🤪
PS : Toto 😭
Originally posted by: ..RiMi..
Both will reach limits of excitement and happiness jis din vo sachme Barristery karegi
Ani thoda zyada
Haan wo uska din hoga na
Originally posted by: ..RiMi..
It was so cute yaar toto🤣 Aisa laga munnu aur mai ladd rahe hain 🤣
Yes do pakke wale bff lad rahe the aisa lag raha tha🤣