Originally posted by: Barbiebarbie11
Humara article k sath sab kuch le gaye
Haayee kya kya sitam kaheđ€
For now Riansh kab sath honge đ€đ€
Cliff se jump karne ke baad honge. Kuch time ke liye. Phir uske baad ek aur lamba chauda kaand chalega đ”
February ka pakad lo. đ”