Wah jas ki statements k mujhe se zyada lice ki baaray main kisi ko nai pata
leekh wo white walay lice k kachay anday
brown walay pakay hue anday
and black jun hoti hai
seriously ye OG ka content hai
wo jis ka IQ 50% india se zyada hai un ko lice and flea ka difference nai pata. Sach main kitnay farigh hain bean bag n sofa pe lice dhund rahay hain.
Arshi ki statment sahi lagi ager bean bag pe mili to sab se zyada rubinav and jaslu hotay hain wahan.
Eijaz to lice se aisay darr raha tha jaisay july ho