Originally posted by: Aaina099
Arre dekho dekho kon aaya hai. Aaj ye meharbaani kaise ki aapni. Update mil gaya *khushi ke aansu* Hayeeee gur darling mai kya bolu? This was too too good. Alfaz hi nahi hamare paas aapki tareef karne ke liye. Ab pleeej aap gayab mat hojana. Mujhe iska next part jaldi chahiye ek maheene baad nahi🥺 Hume zyaada intezaar nahi karwayega🤧Btw, Happpyyyy new yearr🐣♥️
Haha, naaya saal aaya toh socha isko finally update kar hi doon. 😅
Arre, mein kahan itna gayab hoti hoon. Bas chotu se break le leti hoon. 😝
Ab iska agla part kab aaye ga, yeh toh bas waqt hi bataye ga. 😆
Happy New Year to you too jaana!! 



