Originally posted by: -Ayushi-
Such an intelligent move, kabbu aur kar bhi kya sakta hai🤪
Usne Ishani ko praise kia waise, good job aaj toh🤣
haan aur kehta hai main bhi ye karne ka koi na koi tareeka nikal hi leta🤣
upar se jab vansh ne ise sunaya tab kehta hai, wahi overconfidence, wahi attitude kaffi accha sikhaya hai ise riddhima ne🤣