kon kahega ke ye os waqat ki chat hai jab main in ko apni life se nikalna chahta tha... main gussa karta tha magar 1 week me 1 baar he. baki ka time normal baat karta tha jese yahan hai koi maan he nahi sakta meri baton se ke main in se door jana chahta tha..
yehi fark hai hum dono main.. wo mera dil dukhati thi tab bhe main 10% gussa or 90% ache se rehta tha, or 1 wo hai jis ne kabhe meri baat ko suna bhe nahi, samjha bhe nahi.. online duniya me sara din waste kar deti thi but meri baat keyliye os ke paas 1 mint ka time bhe nahi tha.. hamesha gusa. hamesha insult.. har baar block, rulaya os ne, ansu diye,
is hisaab se to wo lucky hai ke main ne is tarhan se deal nahi kiya tha os ko ...





12