You are right both are in the wrong.... Baat sirf itni hai k jasmine munh bana kr meetha bol kr "maasooom" ban kr achhaa ban kr ye sb kr rhi hai... Main aisa nhi krti main wesaa nhi krti maine badtameezi kabhi nhi ki main humeshaaa aaap se aaaap kr k baat krti hn main aisiii he hnnnn and her haath k ishaaare... 😆 the way rahul mimicked nikki "haath hilaane s kuch nhi hoga" i was like ek dafa jasmine ko b bol de please 🤣.... Haanji to baat sirf itni hai k both are wrong but as rubina said kr to tum bhi wahi rahi ho phir mujhe kyun demonize kr rhi ho same cheez pr.. Bhai dono villainous hen chalo maan liya but jasmine bachaa baninay ki koshish krti hai so automatically jantaa ko irritation hoti hai and is topic pr sympathy rubina ki taraf chali jaati hai...
Baaqi colors waale to hen he mahaan! Rubina abhinav k ilawa in k paas aur koi topic he nhi hai... Chaahay muddaa rahul ka ho ya jasmine kaa rubinav remains constant