mujhe khushi hai ke main jo kehta hoon os pe pura bhe rehta hoon,
1 bura insaan hoon bohot he bura lekin phir bhe thank GOD kahin na kahin ye baat mujh me hai. jo soch liya os ko pura karna ata hai, or jo ho nahi sakta wo kabhe socha nahi main ne,
yehi waja hai ke aj wo sab main kar sakta hoon jo main ne kaha tha os naagin se or wo koi 1 baat bhe puri nahi kar saki.
main ne os se kaha tha main tumhare paas a jaon ga, main ne a kar dikhaya,
main ne os se kaha tha hum 1 ho jayein ge ye os ke sath ke bina ho nahi sakta tha is liye nahi hova,
bus wo kaam jo main kar sakta tha main ne kiya wesa,

wo bhe jala hova pakora
42