he is no more a nalayak re.Nalayak baby no.1 Momš¤£
he has restored the lost respect of kaka, saved himself from sagai drama.
pehli baar ghaar k bara beta hone ka farz nibhaya hain, biwi k pallu se bandha hain manti hoon paar usse ajj appreciate karlo, pata nehi kal ho na ho š¤£
maine socha hain as a way of appreciation agle ek mahine usse kaam na kadneki aur koi kamai na karke sirf kharcha kadneki taana nehi dunggi š¤Ŗ

