Qismat se humein aap humdum mil gaye
Jaise ki dua ko alfaz mil gaye
Socha jo nahi woh haasil ho gaya
Chaahun aur kya ki khuda de ab mujhe
Rabb se mila ek ayan ban gaye
Khwabon ka mere mukaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Aap hi rabb aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye.................❤️❤️














