in baton ki waja se he mera pakistan jane ka man nahi karta phir 
jesa ke real me os naagin ne mujhe dara ke rakha hai same dream me bhe eysa kiya yaar, kuch sharm hoti hai thori si haya hoti hai :(
main ne kaha na main eysa sochta nahi hoon, ye sab batain baad me hoti hain ye sab ab mere mind me ata he nahi lekin dream a jata hai kabhe kabhe or ab dream ko kese rokon main, lol
main ne dekha main on ko milne geya hoon, barish ho rahi thi,❤️ or bohot zeyada thand hai, hum ne mil liya but barish ki wja se na wo ja saktin thin na main kahin ja sakta tha, :$
hum lock ho gaye 1 jaga par,:$ haila socho na kesa dream tha,:$ :$ winter oper se barish, hum dono akele 1 jaga par lock ho gaye :$



ye dream start he eyse hova tha to socho agey kya kya hova hoga,☺️ or mujhe dream me bhe os se dar he lag raha tha :(
then wo gusse me thin like always, naak pe rehta hai na gussa on ke , tomato kha kha kar gusse se he laal rehti hai har time wo :(
or main bhigi billi bana betha tha or soch raha tha ye kahin kuch keh na de mujhe jitna gussa hai is naagin ko, becoz wo bohot he zeyada gusse me thin, shayed is liye thin ke barish kiyon start ho gayi wo jayein gi kese, i dont know dream tha kon sa real tha warna puch leta gussa kis baat pe hai Ap ko, lol
phir onhon ne mujhe bulaya mera naam le kar or main ne ignore kar diya, lol
on ko jawab he nahi diya, wo mere paas ayin or kaha ansaarli meri taraf dekho, :$ main ne phir ignore kar diya or nahi dekha on ki taraf, 
onhon ne gusse se meri shirt se pakar ke mujhe uthaya or kaha ansar jab main baat kar rahi hoon to meri taraf dekha karo,
idhar udhar na dekha karo meri taraf dekho
main ne phir bhe nahi dekha, :$ :$
bus os ke baad os naagin ne gusse se, full gusse se mu meetha kar diya yaar,




OMG. or wo ruk he nahi rahin thin shayed 10 mints + chala ye sab dream me,
i dont know time wese lekin bohot zeyada tha wo,
meri to jaan he nikal gayi thi,


42