main ne naagin jee ka naam hamesha dil se liya,
real name nahi likh sakta to eyse he sahi *naagin jee* to 2016 onhon ne kaha tha ansar jese tum mera naam lete ho na ye mere dil ko chu jata hai. main ne kaha ary wah abhe bhe chu jata hai? naya ashiq eysa karne deta hai Ap ko, lol
sach ye hai ke jab main sochta hoon ye os tarhan se on ka naam leta hoon to na jane kiyon mere bhe dil ko chu jata hai, mujhe wo baat yaad nahi ati ke onhon ne eysa bola tha, ye to pehle he din se hai,
main bhootni jee kahon to bhe mere dil ko chu jata hai, pata nahi reason kya hai is ke piche,
or ye *jee* on ke naam ke sath perfect ata hai, or jo bhe bulata tha main on ko wahan ye fit nahi ata tha jese *Jaan* abhe eysa acha thori lage ga jaan jee, lol wo bus naam ke sath acha lagta hai,
or main yehi karta raha tha last year :( jee jee kar raha , naagin jee baat sun lo :( naagin jee please na karna :( :(
33