Originally posted by: Gurikaur_ginni
Nahi thi mai waha😭
Bechara Aryan us fake DSR k saath nachna pda usse😆
Kaash Koi romantic dance hota uska jaise uske bhai bhabhi ka tha
Accha toh tu waha nahi thi, tabhi main kahu Aryan us pagal DSR ke saath inta weird dance kyu kar raha hai😆
Tujhe miss kiya hoga usne🤣

