Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi,
Teri meri kahani hai !
🏏IPL 2026: MI vs RCB, 20th Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
🏏IPL 2026: LSG vs GT, 19th Match, Ekana Cricket Stadium, Lucknow🏏
Asha Bhosle Passes Away
Favourite Songs of Asha Bhosle 💖💙🩷💛💜❤️💖
Deepika Owes Ranveer Love Not PR
12.4 and 13.4 episodes
A Film Doesn’t Feel Like Propaganda If You Never Pause to Notice
NASHIK MNC Jihad
Which is your most awaited Summer Bollywood release?
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 41
🏏IPL 2026: SRH vs RR, 21st Match,Hyderabad 13 Apr 7:30pm IST🏏
Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi,
Teri meri kahani hai !
Phir le aaya dil majboor kya keeje
Raas na aaya rehna door kya keeje
Dil keh raha use maqammal kar bhi aao
Wo jo adhoori si baat baaki hai
Wo jo adhoori si yaad baaki hai
Wo jo adhoori si yaad baaki hai😳
Haan Hai Koi To Wajah
Jo Jeena Ka Maza Yun Aane Laga
Yeh Hawaon Mein Hai Kya
Thoda Sa Jo Naasha Yun Chane Laga
Pucho Na Pucho Mujhe Kya
Hua Hai Teri Raahon Mein Aakar (Pucho Na Pucho Na)
Pucho Na Pucho Mujhe Kya
Milega Teri Bahon Mein Aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaye
Jannat Dikhaye Haan
O Raama
Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaye
Jannat Dikhaye Haan😆
I think I've seen this film before
And I didn't like the ending
You're not my homeland anymore
So what am I defendin' now?
You were my town
Now I'm in exile seein' you out
I think I've seen this film before
Ungli pakad ke fir se sikha de
Godi uthaale na maan
Aanchal se mera moohn ponch dena
Maila sa laage jahan.
.....
Aankhein dikhaye mujhe jab zindagi
Yaad mujhe aati hai tere gusse ki
Daata bhi toh tune mujhe, phoolon ki tarah
Kyun nahi maa saari duniya teri tarah
Maatha garam hai, subah se mera
Rakh de hatheli na Maa
Tune kuch khaaya?
Der se kyun aayi?
Koi na poochhe yahaan
Heera kaha, kabhi nagina kaha
Mujhe kyun aise paala tha Maa
Teri nazar se mujhe dekhe na jahaan
Duniya ko toh daantegi na, daantegi na Maa
Teri nazar se mujhe dekhe na jahaan
Duniya ko toh daantegi na, daantegi na Maa
Mujhko shiqayat karni hai sabki
Mujhko sataate hain Maa
Ab tu chhupa le
Paas bula le, mann hai akela yahaan
- really liked this song ❤️- So many beautiful lines 💕
- Maa - Neerja
Yun hi jo tu baahon mein aaye
Toh yaad aaye khuda....
Farishta sa banke tu aa bin bataye
Yeh pyaar hai yaa dua...
Tere naam ka hai sofia
Ardh kya tu bata...
Hai yeh roshni sofia
Yaa seher tera naam....
- 99 Songs