Originally posted by: dusk2dawn
Fir Vansh apne baccho ko bataayega naah.. ki beta mamu ki wajah se hi tum Log iss duniya mein ho..š¤£
Snowball - Mumma main duniya mei kaise aaya? š
Riddhima - Vansh... (Looking troubled about how to answer) š
Vansh - Beta, tumhare Mamu ne mumma papa ko vacation pe bheja tha. Wahan se laut te waqt hum aapko sath lekar aaye. š