Btw ye Mini itna kyu ban than ke ghum rahi hai. Rudhita ka to samajh aa v raha but what's wrong with Mini.
Because she has to look sundar na😆
Rudhita ka bhi samajh nahi aaya mujhe🤣aisa lagta hai koi shaadi ya function pe jaa rahe hai🤣 both are looking amazing though especially Bondita in that saree