os ne kaha tha khud pe blame karo main ne kuch nahi kiya.
ye sab meri galtiyan hain ke main ne os ko har baat bolne ka chance diya tha... pure 6 months se zeyada time tak mujhe voice mesgs, calls, or mesgs atey they main ne to eyse deal nahi kiya tha.. os ko haq to diya tha ke wo try kar le. or mujhe ye chance bhe nahi diya geya tha. becoz naya ashiq bohot khas tha os keyliye :P
in sab chezon pe blame kar raha hoon main. main ne khud ke sath bohot bura kiya is naagin ko tab ye sab batain karne ka chance de kar... jis waja se meri duniya he badal gayi aj,









12