Originally posted by: SuperstarSEHAR
i know but still mujhy armaan aur ujala ka couple pasand hai.geo ky almost sabhi dramas ki story same hai.
I know pasand par kiska zor hai..jo accha lag jaye phir wo accha hi lagta hai.no mattar what.mere saath bhi aisa hota hai..I like Salman khan’s character in KKHH but still Anjali want selfish Rahul 🤣kya kare pyaar deewana hota Hai lol