Yeh task bhi BB wale le k aaye hai 🤔
🏏IPL 2026: SRH vs DC, 31st Match, at Hyderabad 🏏
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
GUILT ON CASE 20.4
PATH TO TRUTH 21.4
Celebrating Abhishek and Aishwarya’s anniversary
TV Serials, From Must-See to Missable Episodes: Where The Magic lost??
Yeh task bhi BB wale le k aaye hai 🤔
Sana ne indeep ko 'gandi shakal' bol diya😔
Daktaar jay ko bhi pasand aa gaya hai.. daktaar k liye Jay bhi aa gaya ghar k andar 😂
Sana ne doctor ko bola haath dhoke khaana banaana, toh doctor ekdum basic se hygiene sambhal raha hai lagta hai. Sana ne Vigin Mojito order kiya hai, and doctor is starting from boiling water. 😆
Matlab cleanliness and hygiene right from the basics.
Uss ka face dekh k daya aa jati hai.. zabardasti ghar wale bhej dete hai na exam mai fail hona par attempt de k aao - waisa wala haal hai iss ka 😂
jay ka favorite daaktar
daaktar ka attitude 😎
jay ne bhi bol dala main episode sirf tere liye dekhta hun...ye bhi DDTian chhaaap hi nikla
haan 😆 bechara masoom sa har baat mein khushi dhoond leta hai
Originally posted by: Chingaari
daaktar ka attitude 😎
jay ne bhi bol dala main episode sirf tere liye dekhta hun...ye bhi DDTian chhaaap hi nikla
Maahi badla zarur legi ghar jakar.