Originally posted by: TrickyMind
Haan ji.. muje ho gayi hai attachment uss k sath *in sana's tone* ☺️
Daktaar aur galrani ne paras sana dono ko dara k rakhha hai 😂😂
🤣
shakal dekho paras sana ki ...ye daaktar mujhe koi DDT ka diljala lagta hai
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
GUILT ON CASE 20.4
Janhvi Kapoor Alcohol Addiction
PATH TO TRUTH 21.4
🏏South Africa Women vs India Women, 2nd T20I, Durban🏏
TV Serials, From Must-See to Missable Episodes: Where The Magic lost??
🏏IPL 2026: SRH vs DC, 31st Match, at Hyderabad 🏏
Originally posted by: TrickyMind
Haan ji.. muje ho gayi hai attachment uss k sath *in sana's tone* ☺️
Daktaar aur galrani ne paras sana dono ko dara k rakhha hai 😂😂
🤣
shakal dekho paras sana ki ...ye daaktar mujhe koi DDT ka diljala lagta hai
jeetna khoon jalaya hai na utna badh raha hai last week se 😂😂Originally posted by: Chingaari
haan yaar humara khoon jalne se bach jata ye sana ko din raat taane maarta 😆 bada bindaas banda hai
Gauti ko dekha tha? Uss ne bhi anhoni ko honi kar diya .. uss se bilkul yeh ummeed nahi thi - yeh aap ka show nahi hai 😂
sana calling all contestants Fake ...LOL LOL
Ho sakta hai.. Deadinside toh nahi hai na 😆😆Originally posted by: Chingaari
🤣
shakal dekho paras sana ki ...ye daaktar mujhe koi DDT ka diljala lagta hai
Attitude shukla ji ki yaad dilata hai .. but in a positive way 😆
Originally posted by: TrickyMind
jeetna khoon jalaya hai na utna badh raha hai last week se 😂😂
Gauti ko dekha tha? Uss ne bhi anhoni ko honi kar diya .. uss se bilkul yeh ummeed nahi thi - yeh aap ka show nahi hai 😂
Gauti ne mujhe apna bada wala pankha bana liya 😳 kya bhigo bhigo ke maar raha tha .. fake hansne pe bhi curfew lagaya hua tha
hello...am i late to the party 😆
Originally posted by: Chingaari
Gauti ne mujhe apna bada wala pankha bana liya 😳 kya bhigo bhigo ke maar raha tha .. fake hansne pe bhi curfew lagaya hua tha
"mere se na aise pyaar nahi hota" 🤣
All insecured contestants- 5 number doctor hai
Doc - ok 😂😂
Sana in SR - chai pine aaya hai bas yahan
Bas aise hi yeh chai pita rahe daktaar sahab last day tak 🤞
Ankita abhi bhi ghayab hai..
Daaktar saab ko Colors ke peechhe wali ne bohat paisa de ke bheja hai shayad ..saari akad nikaal di Sid ke naaz ki😆
Gauti se zabardasti se jo pappiya li gayi thi uss ka badla lene aaya tha 🤣Originally posted by: Chingaari
Gauti ne mujhe apna bada wala pankha bana liya 😳 kya bhigo bhigo ke maar raha tha .. fake hansne pe bhi curfew lagaya hua tha