Originally posted by: Chingaari
Aaj DDT mein khushi ki lehar dekho😆
BB stalk kar raha hoga wkw mein poora poora badla lega
Nimbu mirchi latkaao,raakshaks ka munh latkaao,ulta joota latkaao koi yahan
🤣🤣🤣
Haan bohot zaroorat hai...aaj kal nalla word wali posts bhi delete ho rahi and wehshi darinda wali bhi....BB ki tarah yahan bhi ek ek word scan ho raha anti walon ka😆
