No means No. Ek larki ki ek Na kafi hota hai....and Ek married larki k sath koi aisa chichori occhi harqat kaise kar sakta hai....Originally posted by: Bacillusbadius
ha
FF mein bhi ye sab likha hai kafi logon ne
but it's good
Rachit ji ko saza milni chahiye
moreover unhe unki galti ka ehsaas hona chahiye ki Kalyani ko marne ki koshish nahi karni chahiye thi
agar wo ye sab nahi karte toh unhe Kalyani ki at_least dosti mil jaati
but ab unhone wo haq bhi kho diya