Originally posted by: Anachronist
Asim ka ab sallu Maja liya - paidaish Kahan ki hai 🤣
WTF is wrong with these people? Ek Shukla kafi nahi tha joh ab Sallu ko bhi personal jaana hai?
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
GUILT ON CASE 20.4
MAIRA IN CUSTODY 19.4
Janhvi Kapoor Alcohol Addiction
Shabir Ahluwalia AT #25/R Bharadwaj-"𝒟ℯℯ𝓌𝒶𝓃𝒶 𝒯ℯ𝓇𝒶"
🏏South Africa Women vs India Women, 2nd T20I, Durban🏏
Originally posted by: Anachronist
Asim ka ab sallu Maja liya - paidaish Kahan ki hai 🤣
WTF is wrong with these people? Ek Shukla kafi nahi tha joh ab Sallu ko bhi personal jaana hai?
Yeh Asim ko beizzat karke rula diya sallu 🤣🤣
salman boht neech hai,asim ko neecha dikha raha hai loser kahin ka
asim ne alsi kehdya laja beta ko🥳
Vishal ki bday
arti ne bataya 😳
Q foe aarti- confusion ki hadd kis ne paar ki hai
Aarti- vishal ne.. ballon wlaal hathoda maarte hue
Sallu k bakwas joke- aur maaro iss ko aadat hai
To sana "bewkoofi ki hadh kisne paar ki"
Sana taking vishal ka naam
To sid: irritate karne ki hadh
Sid: asim
To mahira: bahanebaazi ki hadh
Mahira: rashmi
To paras: dramey ki hadh
Paras: asim
To Asim: alaas ki hadh
Asim: sid
To rashmi: badtameezu ki hadh
Rash: paras
To vishal: phusphusane ki hadh
Vishal: rashmi
To Arri: confusion ki hadh
Arti: vishal
Vishal ne rash ko do dafa maara: ek hamari taraf se aur ek BB ki taraf se
So when arti came to hit vishal, rashmi is like isko ek hamari taraf se, ek bb ki taraf se ek janta ki taraf se🤣
What's so wrong in phusphusana I wonder 🤪
Salman told Pinky ye dono Shukla Asim bahar zarur milenge
Shukla whispers aaya nahi itna bolne ke baad bhi something 🤔
Asim ko uske answer ke baad Salman ne kuch taunt maara kahan se ho kaam nahi karna something Asim said karna hai
Paidaish kaha ki hain ka MATLAB kya hai MATLAB wtf is happening Salman ?