Originally posted by: roshni_az
Holla buddies š
Episodes kaisa laga???šššš
Yeh writer kaun hain abhi iss show ka?? Pagal wagal ho gaya hain kya𤪠Kuch bhi bakwaas likhe ja raha hain. Do din baad dikhayenge Rohit nag ban gaya aur sona nagin. Drama k naam pe kuch bhi
I am missing Mahesh now. Ek br use koi bolo ki uski Parvati k saath kya kya ho raha hain. Sab se pehle Takla seedha uparš
P. S. Yeh sab dhoom ta na k bich forgot to say I missed you all 1 crore timesš Ajkal crore bohot trend mein hain