š¤£
Omg kya barsi h Aarti aasim pe š¤£
Aasim ka face dekhne layak thaš¤£
Itna bhok raha tha aawaj hi bandh hogayi uskiš¤£
Aaj agar Aarti or sana sach na bolti na to hamesha ki tarah aasim ka drama start ho jat ye gaali de raha h sid ne mujhe gaali diya phir camera ke yaha jaake is baat ko repeat karta or sub asim ka bola bhool jaateš
But thanks to Aarti and sana aasim ko dho dalaš¤£
acha hai isi bahane independent player ki hypocrisy aur dependence bhi clear ho gai