Originally posted by: MunnaBadnamHua
agar asim ne himanshi ke captaincy ma kutto ke tarha kam kiya ha to is ka matlab yeh nh ke sab ke ma karega
aur kyun kara ha wo bhi sab ko pata ha kyun ke 5 log he kam kar rh the us waqt
is ghar mein to shayad kaam karna hi ghalat hai. jo kaam karta hai us k piche hi parh jate hain k baki sab ki captaincy mein bhi kaam karo. jo kaamchor hain shukla jaise wo sahi hain, unse na koi umeed karta hai na unhe koi kaam deta hai
