Originally posted by: Ruby7
Woh kehta hai na sana, jish ka hisab duniya mein nehi hota ush ka agya ja kare hota hai. Zubi was shallow, so was ahmer, so dono loosers ek saath. Happy end shayd dur se lagta hai lekin nazak ja kare happy end nehi lagta, kyunki ush ko ahmer nehi chaiya tha. Ahmer ush ka last option tha.
I felt bad for her mom but then she was responsible too. She didn't stop zubi in the right time
Umair was most genuine toh ush ko sadia mile, jish ka saath woh khud rehna chahta tha. Waise agar aaliya ush ki maa nehi hota toh end mein umair ko shayd sadia nehi milti. Kyunki aaliya ne sab clear kiya tha with DNA test. Sadia ko umair ki life mein bhi aaliya laygi. Zubi ka pata saaf š