chabra kabhi kabhi acha deta haOriginally posted by: TrickyMind
Paras - BB mai aap ki aawaz mai bol sakta hu na ' BB kehena chahta hai'
BB royally ignored him🤣
🏏IPL 2026: RCB vs LSG, 23rd Match,Bengalaru 15 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MEHER's DEATH 15.4
MAIRAs STATEMENT 16.4
Beautiful song; track of the year is here
chabra kabhi kabhi acha deta haOriginally posted by: TrickyMind
Paras - BB mai aap ki aawaz mai bol sakta hu na ' BB kehena chahta hai'
BB royally ignored him🤣
Bigg Boss doob ke mar kyun nahi jaata itni biasedness ke baad 🤢🤬
Pras ka aadesh to zariwala---asim ko uski khaamiyaan batayein aur usey pata na chale ke ye task hai
Chalaak lomad !
BB - Siddharth Paras jaisa ki aap samajh hi gaye hain aadesh dene vaale apa hi hai. Aap dono ko aapsi sehmati se vijeta ko decide karna hai.
Paras - Bb to mai aapko mimic kar sakta hoon na? Jaise "Bigg Boss chahte hain"...maze le sakta hoon na?
Bb - *ignores Paras*
Paras to jariwala- shefali aap puppet hai ab aur asim ko ja k bataoge uss ki khamiyaa.. par asim ko pata nahi chalna chahiye yeh task hak
Kitne power denge inko😕
Wth ye kaisa task hua...that's nt done...👎🏼
Woh fix karane hi bahar gaya tha.. majboot jhod bana k aaya hoga ab 😆😆
Paras to asim----aap zariwala ko ye batayenge ke aap unse behtar kaise hain