Originally posted by: TrickyMind
Vishal to sana
Tu bas mere sath khel.. debo rashmi ek tem mai.. asim - sid ki dosti kara dete hai
Sana - tu mere sath baat kiya kar
Vishal - apni joda bana lete hai 😆
😍
Originally posted by: TrickyMind
Vishal to sana
Tu bas mere sath khel.. debo rashmi ek tem mai.. asim - sid ki dosti kara dete hai
Sana - tu mere sath baat kiya kar
Vishal - apni joda bana lete hai 😆
😍
Jab Siddharth aur asim ko jail bheja tab bahut achha reason diya mahira tumne!!! Ab bada bura lag raha hain!
Rashmi looking cute today in yellow
Bhau ka task😂😅
Bina galiyon ja use😂
Nayi naveli quaidi right leg rakhke jail pravesh karli.😆
bhau in CR
BB aked him to make 3 videos without gaali galoch
Arhaan ki insta pics to badi sahi hai.. Mast lagta.. Last TV show me bhi short hairs me sahi lagta tha
Arhaan looks better like this...baal bandh ke.
Haan naya dynamics banenge.
Vishal ko sana ke saath team banani hai aur bol raha hai sid-Asim ka patch up kara dete hai🤣
Debo-rashmi ek aur team