Pre to Anu:
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Anu to Pre:
Mubaarakein tumhe ke tum kisi ke noor ho gaye
Kisi ke itne paas ho ke sab se door ho gaye
Kisi ka pyaar leke tum naya jahan basaaoge
Yeh shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge
Bajaj to self:
Shaadi karke phas gaya yaar, Achcha khasa tha kanwara
Arre jo khaaye pachhtaaye, Jo na khaaye woh lalchaaye
Dur se meetha lagta hai, Yeh kadwa laddu pyara
AnuPre:
Majboor yeh halaat idhar bhi hai, udhar bhi
Tanhai ke ek raat idhar bhi hai, udhar bhi
Kahne ko bahut kuchh hai magar kis se kahein hum
Kab tak yoon hi khamosh rahein aur sahein hum
Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha dein
Deewar jo hum dono mein hai aaj gira dein
Kyon dil mein sulagte rahein logon ko bata dein
Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat hai
Ab dil mein yehi baat idhar bhi hai, udhar bhi
Yeh kahan aa gaye hum
Yoon hi sath sath chalte
Yeh kahan aa gaye hum
PreRish:
kaki maa ne bola "Hum Bane Tum Bane Ek Duje Ke Liye"🤣
Edited by hasini009 - 6 years ago