He only apologised to her once so far. His proper apology should come before climax.
I really want to know if the mirror scene from it story was for aaliya or sadia,?
abhi to ye dekhna hai k jab umair ghar jakar aaliya ko batayega k usne kya kiya hai sadia k ghar jakar . than how she react??
plus jaise umair ne aaj zobi ka sach bol diya waise kya wo aaliya ki bimaari ka sadia ko batayega? May be aaliya umair se kahe k sadiako ghar lekar aao.. and umair ko lene jana pade same jaise hospital gaya tha aaliya k kahne par phir se.. and sadia nahi aaye and than umair sadia ko aaliya k baare me bataye. than sadia must ghar aayegi.