Hippo, happy weekend :)
Here's an opening track of a Pakistani serial, I love this song
https://www.youtube.com/watch?v=5dlIsggcxkk
Goyan k ishq aqbat taskeen ast (kabhi ishq ki aag mein jal ke to dekh)
Awal shor ast aqbat namkeen ast (iski karwahat aur shoreeda sari ko mehsus to kar)
Har chanz aasiya ast sang zeerey (waqt ki chaki k paaton mein pis to sahi)
Ee surat e beqarar barabin ast (aur bas isi ko dkh isi se nata rakh isi se ishq rakh kyun k ishq wo zehar hai pee ly to qarar aajaye)
Haal-e-dil ye dekhta to jaa
Yaar-e-mann yaar-e-mann aa
Hai dayar-e-dil sulagta sa
Yaar-e-mann yaar-e-mann aa
Dooriyan majbooriya kya hai
Ishq mein tanhayiyan kya hai
Bezabaan si aarzoon si hain
Rooh ki sarghoshiyan kya hain
Main nahi main tu nahi tu kya
Yaar-e-mann yaar-e-mann aa
Aik pal jo hai judayi ka
Yeh nahi hai bewaafai ka
Aati jaati dhoop aur chaaon
Gham agar hai narasai ka
Yaad bhi hai ek sahara sa
Yaar-e-mann yaar-e-mann aa..
11