mere dost kafi mzk karte hain is baat par, haste hain wo log ke ansar jao yaar itna bhe nahi kar sake ke wo ruk jati, lol matlab bhaag gayi ? thora zeyada pyaar de dete..
wo jante hain sab, bus hasne keyliye mazakh kar karte hain,
1 or funny baat hai, mere 1 dost ko os ka pyaar mila koi 8 ya 10 saal ke baad, lol os ne mujh se kaha ansar pata karwao mere wali tumhari wali ki dost to nahi thi? kiyon ke ager hoi to kal mera bhe wohi haal hoga jo tumhara hai aaj,💔
ye sab serious nahi, dost hain or dost to funny batain karte he hain, is liye wo eysa bolte they,
---
US main to bohot mzakh karte they, kehte they ansar aao tumhain milwa kar layein tumhari on se,,
Atlanta main hote hove 1 ullu ne mujhe sach main dara diya tha.. itna close OMG.! mujhe laga ye mango ki shakal wala kahin sach much he na ghar ke samne chala jaye, lool, main sachi 1 baar dar gya tha os din, lol,

9