is story ko samjhna mushkil nahi hai, lol
meri family or mere friends duniya main number 1 ka zidi samjhte hain mujhe, on ko pata hai ansar ne jo socha bus baat khatam phir ye nahi rukne wala,
yaar os larki ne meri zid ko tora, lol
main har baar 1 he baat baar baar karta hoon jis pe dheyan dene wala hai..
2014 mei 3 baar,!
2015 main 1 he baar lekin pure 6 months, lol
kisi ne 1 tang pe khare hoke zid ki, main har baar apni life ko bachne ki koshish karta tha, lekin kisi ki zid hoti thi, tum ho he mere, tumhare bina rehna he nahi, tum pehla pyaar ho, tumhare sath zindagi guzarni hai bus soch liya.
ary main os ki tarhan pathar nahi tha, insaan tha.. os ki batain mere dil ko dukha deti thin or main khud ko galat kehna shoro kar deta tha ke main os ke sath galat kar raha hoon,!
os ne ek ek chance kar ke na meri zindagi mujh se he cheen li, lol
SS old hain kafi baar dikhaye hain phir se sahi 1 baar, lol
ye batain mazakh thin kya yaar? main ne 1 din main baar baar ye zid suni.. subha, din main, raat mei.
main kya karta??? is zid ke samne main apna sar na jhukata to btao mujhe main kya karta,!!! kya option thi mere paas? lol kisi ko chance dena right? main ne diya,! or badle main mujhe ye sab mila, lool, 3,7 saal ke ansu, beemar ho geya, zindagi barbaad ho gayi, lol
ye hai wo sab batain jis ki waja se main ne os ka naam NAGIN rakha tha ke os ke zehr ne sab cheen liya,! lekin meri family ne tab bhe kaha ke nahi,! nagin nahi kehna, lol ❤️


9