yahan a kar time dekhne ki beemari lag jati hai, pehle bhe eysa kiya karta tha or ab bhe eysa he kar raha hoon,
time dekhne ki 2 waja thi, 1 to mera din jaldi se guzar jaye or dosra hota tha kisi ka intezaaar....
jese he yahan 7 PM hote they meri nazrain or kaan mobile pe hote they ke abhe mesg aye ga or koi kahega * GM Jaan muaah* lool.
blv me ye galti mujhe yahan a kar lag rahi hai, eysa lagta hai ke sab theek hai, jese zindagi 2019 nahi abhe bhe 2015 main he hai, lol mobile ko baat baar check bhe kar chuka hoon,
mujhe on ki GM ka wait hota tha, jab naraz hota tha na to main on ki GM osi time dekhta tha, lekin zara apna dimaag use kar ke,
wo kya hai jab wo GM kehti thin to kuch time mera wait kartin thin ke ansar abhe reply karega, lekin jab main naraz hota tha to apna wifi band kar ke on ki GM dekhta tha <3 or WA band kar ke phir se wifi on,ta ke on ko pata na chale ke main ne on ki GM dekh li, bus naraz rehne se jawab nahi dena,! ignore nhi karta tha, lol



9