meri kuch yadain hain na on ko samne rakhte hove main ne socha main abhe poha banaon ga,
or maze ki baat wo idhar hai bhe nahi,
main ne 1 indian store pe phone kiya on se kaha ke 1 pack bhej dain mere paas, wo bhe abhe, lol or taxi pe :P
main pagal hoon na, taxi ko mere paas aney main 90 se 120 mints lag jayein ge, utne ka poha nahi hai jitne pese taxi wale ne le jane hain, lol 1 hour ho geya hai abhe tak aya nahi. kab aye ga, phir banao ga, phir khana hai :(


lekin ager dream a geya to,
last time to shayed 30 mints ki nend main aya tha,
Mummy
nend na aye to yadain tang karti hain,
a jaye to dream main bhe dar laga rehta hai
12