Umair k mind main bas ek baat fit ho gayi hai k ye sab Sadia ki wajah se hua and wo apne mind ko wahi rakhe hue hai but he don’t realised k uska heart kuch aur Bol raha hai,,usko Sadia ka apni mom ki care karna and all thing acchi lag rahi hai but uska mind use accept karne nahi de raha ,,baby ka sach jab clear hoga than uska mind 360 turn lega and than he start care and respect Sadia,,but I want proper scene not like one sorry and Sadia maaf kar de .
Btw new promo aaya hai aaj Sadia ki mom zobi ko kahti hai k tumhre juth se Sadia aur main qurbaan ho Gaye bhul jao umair ko and all
It’s means zobi marrige k baad aur pagal hone Wali hai