Originally posted by: dusk2dawn
🤣🤣
Super awesome..😂🤣
Yeh aaya mera khayaali pulav..
Mallu gaayega for sapola —
Sasura ji hell mein tum jaaoji re
Appa madhuri ne tumko bulaao ji re
Tu hi to villain of KalMa ka pyaar hai
Tere bina khush AnuSar hai..
Mera sardard hai tu,
Naagin ka sapola hai tu,
Kaka ka sautan hai tu
Aathu /AS ka weapon hai tu..
Pyaar ka dushman hai tu,
Anu ka tension hai tu..
Sasura ji jaldi jaldi jaao ji re
Sasura ji jaldi jaldi jaao ji
Tere bina Happy KalMa n AnuSar hai,
Aisa unka pyaar hai..
🤣🤣
Kalma anusar fans ka dard hai to.... 🤣
13