Originally posted by: -MIMOSA-
Kuch rishtey 'What the!' aur 'Hey Devi Mayya' se shuru huye,
Aur pyaar mein badal gaye,
Pyaar itna badha ki saansein hi ruk gai
Aur dil ne kaha, 'Kyon dard hai itna, tere pyaar mein',
Bahut jyaada 'faraq' padhney laga
Aur Itna faraq padha ki laga ki jee hi nahi payenge
Kya kahein, kya bolein,....Iss pyaar ko kya naam dein
Naam jo bhi ho, par dhadkanein toh ek ho gayi
Aur dhadkanon ne duhai di, Rabba Ve....
Hum samajh gaye, hum jaan gaye
Ye rishta hai samay se parey, ye rishta hai 'Hameshaa' wala..........❤️
To all the lovelies here, I know it's impossible to put our love for IPK in words....
I will love it Hamesha.....
The lines you have mentioned here❤️

542