🤣Originally posted by: dusk2dawn
Mujhe toh jabse woh zombie 🧟♂️ wala track dikhaya naah uske baad se CVs pe bilkul bharosa nahi raha..
Aaj kuch alag karte hai ke chakkar mein
Kya se kya alag alag kar diya..
Baawdi ka raaz
Mendu ka raaz
Rooh afza pi ke white chaddar taan ke so ke bhoot aaya khelna,
Havan kund ke saath marathon,
Then aaja gufaao mein aa..
Then kallu bani bahubali n ghumaayi shivji ki murti..
Kallu ne liya haath mein garam koyla.
Accident ka raaz
Appa ka raaz
Appa ka dabba gull
Then suicide note 📝 swap
Chita ke phere se shaadi todna
Woh ghatiya courtroom drama
N abhi kallu ka andhadhun
Then mallu ka tattoo
Uske baad yeh atki meri jaan in kabristaan
N abhi yeh kallu mallu ek coffin mein bandh ho n Aathu aa jaaye..
Sab kitna alag hai naah..🤣
N hum sab yeh sab dekh ke hi Agra pahuchne wale hai bahut jald..🤪🤣
iss track ki wajah seh hum sab ko kaham bejega yeah dekti hai
13