Originally posted by: porankisrilata
Pichli baar jab mallu ke phone pe kallu ka phone aaya tha tab name kalyani rane tha na air kal kalyani... Badal diya Romeo ne...
Kuch din baad jaan hoga kya... ☺️😆
Imagine aisa hi swapping ho tab and kallu dekhe ki jaan calling... Sochegi malharji ne kisi air. Ka naam jaan karke save kiya hai...
Mallu to super pitega tab....
Haa ACP is changing so rapidly sirf kalyani
Haa next in line is pagli , biwi , and jaan aur ha Shona too
13